ye jo aagahii ka saraab haii, yehii sub se barhh kr azaab haii ye samajh wo aks-e-khiyaal tha, koii khwaab tha, ussay bhool ja kion attaa howa hai ghubaar mien, ghum-e-zindagii k fishaar mien wo jo darjj tha tere bakht mein, sou wo ho
gaya, ussay bhool ja tere sahilo`N pe khila tha jo, tujhe phool bann k mila tha jo wo tha darya koi vasaal ka, sou uteR gaya, ussay bhool...