yu dubo deta hay dil kabhi mere maazi ko haal may mushkil ho jata hay farq krna khushi aur malal may
zakhmi hua aksar insano k jungle may banate hue rasta kai bhediye chupe hain her jaga, bhedo'n ki khaal may to kia tum mere! sirf mere, ho nahi sakte?? kitne sawal thay pinhaa'n tere ik sawaal may ik tum hi to sardar ho zamane bhar ...