Aasmaan se gira, khajoor me atka,wali baat to hay. ppp nay pehlay konsay achay kaam kiay hain ,rahty sahty kasar ab nikal day gee.har bar mulak ko daboya hi hay,muqadar say koi pansa seedha parr gaya to pp ki wah wah ho gaee. 16 karor awam(DHAGHAY,baloch,
sindhi panjabi pathan's)ko 16 hazar nay mil kar baywaqoof banaya hua hay.Pehlay in 16 hazar logoon ka ilaj to koi karay agar yeh theek ho ...