Started 1 month, 2 weeks ago (2008-08-23 22:48:00)
by Dania_2000
Dekho Hum Chaly Sooye Daar Bhii Terii Chaah Mein Terii Raah Mein Kabhii Darr Ba Darr Howay Is Tarah Keh Junoon Kii Hadd Se Nikal Gaye Humein Phirr Kaheen Na Amaan Milli To
Sukoon Kii Hadd Se Nikal Gaye Dekho Hum Bhathak Gaye Raat Mein Terii Justajoo Mein Bikharr Gaye Teraa Naam Labb Pe Jo Aa Gayaa To Dabaa Liyaa Ussay Aaah Mein Koi Cheekh Goonj Uthii Zor Se Kisii ...

Started 1 month, 2 weeks ago (2008-08-22 06:55:00)
by S.786
saari baat taalluq ki hay,jazbon ki sachchaai tak mael dilon men aajaay tu ghar weeraany hu jaaty hen
manzar manzar khil othty hen,peraahan ki qos-o-qazah muosam tery hans parhny say aur suhaany hujaaty hena

Started 3 months, 1 week ago (2008-07-01 17:18:00)
by Shab-e-Hijar
bheegz did you open your msn today?

Started 1 month, 2 weeks ago (2008-08-22 14:45:00)
by being lonely
Asalam u Alaikum ! How are you all hope fine shine ! Likhoon Kuch Aaj Ye Waqt Ka Takaaza Hai Dil Mein Dard Abhi Taaza Taaza Hai Gir
Partay Hain Aansu Mere Khaghaz Per Lagta Hai Qalam Mein Siyaahi Kam Aur Dard Zyada Hai BeInG LOnely !!! sId !!!

Started 1 month, 3 weeks ago (2008-08-20 10:34:00)
by aeno
Main Aiyna Hoon,Wo Mera Khayal Rakhti Hay Main Toot-ta Hoon Tu Chun Kar
Sambhal Rakhti Hay, Har Aik Maslay Ka Hal Nikal Rakhti Hai Zaheen Hai,Mujhay Hairat Main Daal Rakhti Hay, Main Jab Bhi Tark-e-taluq Ki Baat Karta Hoon Woh Rokti Hay Mujhay, Kal Pay Taal Rakhti Hay, Woh Mairay Dard Ko Chunnti Hay Apnay Pooron Say Woh Mairay Wastay Khud Ko Nidhaal Rakhti Hay,...

Started 1 month, 3 weeks ago (2008-08-20 12:04:00)
by Shab-e-Hijar
let the best entery win *edit* the Poll will close on Aug 28, 2008

Started 1 month, 3 weeks ago (2008-08-20 22:32:00)
by muddii
Dhoop Kay Saath Giyaa Saath Nibahanaaywala Abh Kahan Aaiy Ga Voh Laut Kay Aanaywala Rait Pur Choor Giya Naqsh Hazaroon Apnay Kissi Pagal Key
Tarah Naqsh Mittanay Wala Sabz Sakhain Kabhi Aaisay Tu Nahee Chitkhee Hain Kaun Ayya Hai Parindoun Ku Darranaywala Aariz-e-Sham Key Surkhii Nay Kiya Faash Ussay Parda-e-Abr Main Tha Aag Laganay Wala Safar-e-Shab ka Taqaza Hai Mairay ...

Started 1 month, 2 weeks ago (2008-08-23 09:09:00)
by rida ali
Woh shaam kuchh ajeeb thi, yeh shaam bhi ajeeb hai Woh kal bhi paas paas thi woh aaj bhi
kar eeb hai iss shair ki to kia he baaaaat hai

Started 1 month, 3 weeks ago (2008-08-20 10:20:00)
by Jhanjharewali
jo chal sako to koi aesi chaal chal jana mujhe gumaan bhi na ho aur tum badal jana ye sholagi ho badan ki toh kya kiya jaaye so laazmi tha tere pairhan ka jal jana tumhi karo koi darmaan -ye waqt aa pahuncha ke ab to charagaron ko bhi haath mal jana abhi abhi toh judai ki
shaam aai thi hamein ajeeb laga zindagi ka dhal jana ye kya ke tu bhi ...

Started 1 month, 2 weeks ago (2008-08-21 14:51:00)
by sonia tabassum
Khuli Aankh Mein Sapna Jhaankta Hai Wo Soya Hai Ke Kuch Kuch Jaagta Hai Teri Chahat Ke Bheege Junglon Mein
Mera Tan, More Ban Kar Naachta Hai Mujhe Har Kaifiyat Mein Kyun Na Samjhe Wo Mere Sab Hawale Jaanta Hai Main Uski Dastaras Mein Hon, Magar Wo Mujhe Meri Raza Se Maangta Hai Kisi Ke Dhyaan Mein Dooba Hua Dil Bahane Se Mujhe Bhi Taalta Hai Sarak Ko Chore Kar Chalna Parega...
